|
|
|
| RUDE NASTY AND INSULT SMS |
Send Joke Greetings from Indiansplash.com |
|
| Tomy is a dog n u r a flower |
Arz kiya hai Tomy is a dog n u r a flower,wah, wah,wah Tomy is a dog n ur a flower, Tomy lifts his leg n gives u a SHOWER aB KIJIYE wah wah wah!!!!! | Pyar na rahe to wafa kaun karega | Pyar na rahe to wafa kaun karega, Dost na rahe to dosti kaun karega, Khuda salamat rakhe tumhe varna, bandar ki tarah uchal-kood kaun karega | Aaj kal tum mushkurati bahut ho | Aaj kal tum mushkurati bahut ho, mere dil ko bhaati bahut ho, dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe, par suna hai tum khaati bahut ho! | Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do | Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do, 1 bay naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do, Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do | Jab tum is duniya se jaoge | Jab tum is duniya se jaoge, Door kahin ek naya janam paoge, Is baar jo hua bahut bura hua, Agli baar tum ek lambi pooch aur chaar taang paoge. | Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai | Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai . . . . reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!! | Log kehte hain k khuda ney aapko | Log kehte hain k khuda ney aapko badi fursat mein banaya hoga. simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain. | Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai | Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai, Suraj kehdun usme to Aag hai, Socha Tumko Bandar keh Dun, Magar us kambakhat me Bhi Dimaag hai. |
|
About Indiansplash.com |
Disclaimer |
Privacy Policy |
Terms of Use |
Advertise |
Sitemap |
Contact Us
|